this is somehow linked to pandavs in mahabharata, here these are five characters who love nagdweep and defend it from outside attacks. they are also ichhadhari snakes and are friends with nagraj. so they decide to take shelter in nagraj's body and help nagraj, how that happens is in this comics.
Ye story hai nagdweep k panch nago k. humne in sab ko nagraj k digest pralay jaise comics me dekha par aaj inka backround pata chala.kalddot inke pita hai. par comics name k hisaab se nahi hai. comics me panchnaago pe kaaldoot puri tarah haavi rahe. artwork thoda sudhra hai is comics me baaki 20-20 comics k hissab se. over all bahut he achi comics hai 20 pages k hisab se.
20-20 series ki amazing friends of nagraj me ye kahani hai nagraj ke sathi sarpnag, nagarjun, nagpreti, kankalpreti or sarpdev ki..isme panchnag apne pita kaldoot se is baat par ruthe rehte hai ki kaldoot ne unke mata se kisi prakar ka chhal kiya hai or unke prem ka apmaan kiya hai.
AFN ka ek aur zabardasttt visheshaank... panchnaag ki asliyat ka khulaasa bhi isi comics se hogaa....
Story acchi hai, artwork bhi bura nahi hai. Panch Naag ki origin story hai yeh. Worth reading. Good comics.
MUJHE PADHKE ACHI LAGI, ARTWORK BEHTER HAI, STORY PLOT ACHA HAI, DIL SE ABHI BHI YHI MANTA HU JAISE 20-20 CRICKET EK-DUM CHA GAYA 20-20 SERIES KOI JAGAH NHI BANA PAYI, YU YAAD RHENGA KI AISI SERIES AAYI THI.
Story and action Kafi sahi hai, artwork bhi bura nahi hai. Panch Naag ki origin story bhi pata chalti hai. It's a good read.
read the comics below:
Comments
Post a Comment
please share your valuable suggestions here